Career & Growth
Software Developer to ban Gaya ❤️... Lekin kya main apna Dream pura kar paunga 🥺?
Ek taraf meri job hai… ghar ki responsibility hai… aur doosri taraf mera ek dream hai. Problem ye hai ki main dono ko ek saath kaise manage karunga… ye mujhe khud nahi pata.


